..... kisi masoom ki siskiyan siyasat achhi tarah dabaana jaanti hai,
aur hairat ye ki gunahgaar ko aala afsar ya rehnuma yahi janta banaati hai
sharam se jhuk jaata hai ab sar ,
jab koi party ram ki ya gandhi ki kasam khaati hai.......
- anil nakhasi
aur hairat ye ki gunahgaar ko aala afsar ya rehnuma yahi janta banaati hai
sharam se jhuk jaata hai ab sar ,
jab koi party ram ki ya gandhi ki kasam khaati hai.......
- anil nakhasi
No comments:
Post a Comment