Saturday, December 26, 2009

koi shama koi parwaana ho gaya

ग़मों की देहलीज़, एक बदनाम पैमाना हो गया
किसी का नाम शमा किसी का परवाना हो गया

क्यूँ बेवजह मुस्कराते है लोग कि दिल रो रहा है
ये कैसे लोग क्या ज़माना हो गया

चोट देकर भी कहेंगे कि मोहब्बत करते है
किस हद तक किसी का आजमाना हो गया

बूत्खाने में सदा कहाँ से आती है
कितना पत्थर को पिग्लाना हो गया

माथे कि शिकन में कहानी ऊस हरजाई की
वो खुदा बन गया और मैं दीवाना हो गया

मुझे नाज़ है अपनी वफ़ा पर लेकिन
नखासी कहते है वफ़ा को गुज़रे ज़माना हो गया !

yuun hi

आज तुम भी चलो एक फैसला करो
जो न चले साथ कोई तो अकेले चला करो

हर एक का अपना अंदाज़ है जीने का
कौन कहता है की जीने के नाम पर मरा करो

इतना खुश नहीं था इबादतगाह में जितना मैकदे में रहा
सच बोलने से न वाईज डरा करो

क्या तू क्या मैं रहूँगा
मिटटी की जात को समजा करो

करवटें बदलना तकदीर की अदा है
नखासी तदबीर से तो कुछ किया करो

nakhasi sonchta huun

koi aag lagaaye koi dafan kar aaye
ye ruuh akhir kahan jaaye

koi quran koi gita padey
imaan ko kaun rakh paaye

wo kahey mera sach ye kahey mera sach
sach bolna lekin kahan aaye

aik ko kufr kaha aik ko kattar
insaan nazar kahan aaye

shankh bajnaa azaan ki ghoonj
uus tak kaun pohnch paaye

aik duusre pe hanstey hai ye mazhab k deewane
bachhey ka rona nazar n aaye

sabkuch baantnewalon ye zara batao
paani ko kyun baant n paaye

imaan imaandari aur sharafat
kitne hindu musalmaan paaye

ye dekhkar nakhasi sonchtaa huun
aisi duniya mei koi aaye to kyun aaye

anil nakhasi

mei huun to ye nakhasi kaun

mei huun to ye nakhasi kaun
mei nahi to faani kaun

zikr mashwara raahat kisko
insaan kaun ruhaani kaun

sajdey mantra azaan
ye padta hai gurbaani kaun

maqsad zindagi ka kya
banaata hai ye kahani kaun

hansna rona kuch n kuch hona
inn sabka saani kaun

raas khelta hai aisa nahi hai to
ye meera diwaani kaun

mehfooz rakh luu to kissey.. kisko
ye karey hai manmaani kaun

saans bhi dadhkan bhi ruuh bhi dil bhi
in may uski nishaani kaun

pait ki khaatir zindaa hai insaan
failaata hai ye badgumaani kaun

khwaahish umeed aasraa khwaab
ye karwaata naadaani kaun

mukhtsar ye ki chup raho nakhasi
qatra puuchey paani kaun

mohabbat ka marham jo banntey firtey hai

maikade mei aksar faqir miltey hai
khuli nazarwaley dil k ameer miltey hai

mohabbat ka marham jo banntey firtey hai
chhupey huvey charaagar peer miltey hai

wayiz ye zindagi ka safar maikade mei tai ho
to har su uskey deed miltey hai

ya khuda ye tang nazar ke rehnuma
gareeb ke pait ko siyasat se siltey hai

uska noor har taraf hai tu dekh nakhasi
sehraa mei b dekh phool khiltey hai !

- anil nakhasi

Friday, December 25, 2009

jinhe naaz tha hind par wo kahan hai....



..... kisi masoom ki siskiyan siyasat achhi tarah dabaana jaanti hai,
aur hairat ye ki gunahgaar ko aala afsar ya rehnuma yahi janta banaati hai
sharam se jhuk jaata hai ab sar ,
jab koi party ram ki ya gandhi ki kasam khaati hai.......

- anil nakhasi

Monday, December 21, 2009

movietoons


Hon'ble Chief Minister of Goa enjoyed caricatures drawn by me !

Thursday, December 10, 2009

MOVIETOONS


Recently had my caricature show in Goa ,a place of beeches .It was my first trip to Goa .And it was a time of International Film Festival and that too in Goa. My caricatures were of those of film personalities mainly the legends of world cinema.

Visitors really enjoyed it especially Goa Chief Minister Sh. Digambar Kamat ,who inaugrated my exhibition . I even had a chance to see some of the master pieces of Mario Miranda .Ah ! It was a great time .